Hello


SMS SHAYARI-PASAND-02

join shayarisms jokes type "JOIN URBELOVER"  to send  567678

   Join  4 chat with Girls!

HAMARI KAMLA RANI!!!!
Saqi sharab pine de masjid mein baith kar. ya wo jagah bata jahaan par khuda nahi.
-=(*)=-
Saqi sharab pine ki mastid jagah nahi. Kafir ke dil mein pee jahaan par khuda nahi
-=(*)=-
Apas mein baat cheet ki zehmat kiye begair. Bas chal rahe hai saath shikayat kiye begair.
-=(*)=-
Mausam ko ishaare se bula kiun nahee lete. Rutha hai koi use manaa kiun nahee lete.
-=(*)=-
Bigde na baat baat pe kiun jante hai woh. Hum woh nahi ke hum ko manaya na jayega.
-=(*)=-
Range khoon, range hina, range chaman, range shafaq. Yani dunya bhai surki mere afsane mein hai.
-=(*)=-
Dubte shaher mein mittii ka makaan girta hai. Ye sab sooch ke meri taraf aaye hote.
-=(*)=-
Mai to mar jaaunga mit jaaunga mera kya hai. Tum pe ilzaam na aaye woh tarika kya hai.
-=(*)=-
Jaan dede teri khushi ke liye. Tu bata teri khushi kya hai.
-=(*)=-
Ye shab-e-firaq ye bebasi hain kadam kadam pe udasyaan. Mera sath koi na de saka meri hasrate hain dhuan dhuan.
-=(*)=-
Bichad ke mujh se kabhi tuu ne ye bhi socha hai. Adhura chand bhi kitna udaas lagtaa hai.
-=(*)=-
Sau zulm kiya tumne ek aah nah ki humne. Woh zarf tumharah thaa, ye zarf hamara hai.
-=(*)=-
Aah jo barta hoon sab raaz khule jate hai. Chup jo rehta hoon armaan dabe jate hai. Aanh bharne ki ijazat hai na faryaad ki, gutt ke mar jaon mai ye marzi hai sayyad ki.
-=(*)=-
Mere aagaaz se pucho mera anjaam kya hoga. Saher khud batati hai range shaam kya hoga.
-=(*)=-
Apni tasveer hai har sheeshe mein paimane mein. Hum hi hum aaj nazar aate hai maikhane mein.
-=(*)=-
Andaaz apna aine mein dekhte hai woh. Aur ye bhi dekhte hai koi dekhta na ho.
-=(*)=-
Bade masoom hote hai chalo hum maan lete hai. Parinde rukh hawaon ka magar pehchan lete hai.

MORE
LOOK ONCE HERE..
$$ EARN MONEY$$
Find your Girls Friend in india!!
POST YOUR SMS HERE

shayarisms.wzan.net patners......Submit your sites |High Download |Ufile|NewTraffic.mobi|


NewTraffic.mobi


XtGem Forum catalog